Ek shehar hain tera nigaaho se durr kahi
Jhaa milti hain mujhe tu khwaabo mein wahi
Chalta nahi zor kismat pe humara kya kare
Milte hain hum inhi kashmakash mein kya kare
Chale tere kadam mere safar pe jo kahi
Mehsoosh hota hain mujhe tu aaj bhi yahi kahi
Teri zulf aasmaano pe jo bhichaati hain
Teri yaad chaand ki shakal mein ubhar kar aati hain
Mujhe tu phir kismat se chup kar kahi mil jaa
Mein khaar hu agar toh tu gulaab ban kar khil jaa
Mein hu wahi jaha tu hain kahi
Juda na ho bs dua hain yahi
Hoti rahegi mulakaatein tumse nigaaho
Se durr ho dil se nahi