[Intro]
La-la-la, la-la-la, la-la-la, la-la-la
La-la-la-la-la-la-la
[Verse 1]
Ek daali ke phool, ek dhanak ke rang
(Ek daali ke phool, ek dhanak ke rang)
Ek shamaa ke parwaane
(Ek shamaa ke parwaane)
Ek dhaage me bhanday hein ham sab
(Ek dhaage me bhanday hein ham sab)
Ek tasveer ke daane ham sab
(Ek tasveer ke daane)
Aao eik rang ho jayein, eik jaan ho jayein
Aao eik rang ho jayein, eik jaan ho jayein
Ek daali ke phool, ek dhanak ke rang
(Ek daali ke phool, ek dhanak ke rang)
La-la-la, la-la-la, la-la-la, la, la, la
[Verse 2]
Purukhon ne qurbani di to (Purukhon ne qurbani di to)
Milan hua hamara (Milan hua hamara)
Sab ne mil ke seencha to yeh
(Sab ne mil ke seencha to yeh)
Gulshan hua hamara (Gulshan hua hamara)
Chaltе, chalte
Chalte, chalte, ham bhi dеs ko
(Chalte, chalte, ham bhi des ko)
De jayein nazraane (De jayein nazraane)