[Chorus]
Pal bhar main choot gaya tu
Pal bhar main tut gaya main
Mujhse jo rooth gaya tu
Khud se hi rooth gaya main
Pal bhar main choot gaya tu
Pal bhar main tut gaya main
Mujhse jo rooth gaya tu
Khud se hi rooth gaya main
[Verse 1]
Kismat ko mood doon main
Kaise peeche chhod doon
Teri yaadein hain dil mein basi
Is dil ko kaise tod doon
Kismat ko mood doon main
Kaise peeche chhod doon
Teri yaadein hain dil mein basi
Is dil ko kaise tod doon
[Intrumental-Break]
[Chorus]
Aaj bhi tera intezaar hai
Pal bhar tera name pukaaroon
Pal bhar tuje dekhun nihaarun
Pal bhar tere seene se lagun (Haaye)
Pal bhar teri paayal badlun
Pal bhar tujhe geet sunaaun
Pal bhar tujhe chhoo kar dekhun
[Verse 2]
Wo pal ab hain kahan
Job khushnuma tha aasmaan
Jab khaabon ke rangon se hum
Rang dete the saraa jahaan
Wo pal ab hain kahan
Job khushnuma tha aasmaan
Par baarish barasti aankhon se
Main yahan aur tu kahan
Toh aaj bhi tera intezaar hai
[Intrumental-Break]