[Verse 1: Badshah and Raftaar]
Body looking like a snake
Body looking like a snake
Body like a mamba, mama bole tham baa
Baby daale sona, baaki saari tamba
Kabhi kare salsa, kabhi kare samba
Chadh gayi parvat to ucha ucha lamba
Baby python hai, alag hi zone hai
Haaye teri khushbu, shehri cologne hai
Kabhi launda maun hai, kabhi launda gone hai
Sath me naache tere jo vo launda kon hai?
Hile jaise viper, floor pe hyper
Kare shut down jaise RaaShah ka cypher
Ye thoda daaye kar, vo thoda baaye kar
Boli kabhi kiya nahi maine bola try kar
[Chorus: Aastha Gill]
Duniya tarasti sab ko nai dasti
Lega mera kash tu, doobe teri kashti
Aage hai sheher saara, piche saari basti
Kitno ki aage piche mit gayi hasti
Jaam bharo babu, ab sharshaam karo babu
Yu na chhod na aa devе, kaam tamaam karo babu
[Verse 2: Raftaar]
Bombay ye body Delhi ka make
Sab hai original kuch bhi na fakе
Aag se pehle hi nikle hai sek (Sek, sek, sek)
Body looking like a snake (Like a snake, like a snake, like a snake)
Body looking like a snake (Like a snake, like a snake, like a snake)
[Verse 3: Badshah and Raftaar]
Sa re ga ma pa da ni sa chhora lera hana pisa
Kabhi lage Nora si vo kabhi lage Mona Lisa
Doremi Fasol Latido, jal gaya shola thi vo
Fantasy vo lady leri, body Cola-Cola ki vo
Proper patola thi, colony me rola thi
Paas na aa tu phir, bolegi ki ki "Bola nahi"
Bhara hua poora thi, ek poora tola thi
Tikti na dharti pe udan khatola thi
Oh no, piche tere dono
Kaat ti tu ladko ka jaisa koi phone ho
Kisi se na darna jaise tu alone ho
Pitega repeat pe kahi ka bhi don ho
[Chorus: Aastha Gill]
Sab mere naam karo babu, sab sare aam karo babu
Yu na chhod na aa deve, kaam tamaam karo babu
[Verse 4: Badshah]
Delhi ke launde na kare hesitate
Kaand karayegi aise na tu dekh
Dab gaya panja to lagegi na brake
Body, body, body looking like a snake
Body looking like a snake (Like a snake, like a snake, like a snake)
Body looking like a snake