[Chorus]
Ahle-kitaab nahi, kaafir tu kaafir
Yahudi kahe tu unme nahi shaamil
Jitna chupa le, zaahir hai zaahir
Israel baccho-mao ka qaatil
[Verse 1]
Kaafir,tu jitna bhi ho jaaye maahir
Baatil haq pe ho sakta nahi qadir
Jhootha, farebi, tu jahil, tu hakir
Israel, tu qaatil tu qa-
Tujhe dozakh ki aag abhi se bula rahi hai
Doodh-peete baccho ki laashe uda di hai
Firaun ki Tarah tujhe taaqat khumari hai
Moosa ki maa rab ko dukh suna rahi hai
Tu ibraheemi ho hi nahi sakta
Yahuwa nahi, tum azaazil ko kare sajda
Duniya me tu hi machaye fasaad-rolay
Tu hi vo kaafir,quran jiska bole
Tu hi toh dooba tha nooh ke sailaab me
Tune Ibrahim ko pheka tha aag me
Nabiyo ke baare me jhooth apne faila ke
Badal daale qisse Injeet aur Tauraat ke
Judwa imaarte girwa di, phatwa di
Shaheed kiye kitne Saddam aur Qazzafi
Haan, agwa karwai tune Afia Siddiqui
Ejaad ki feminism aur phir LGBT
Netflix, porn, sex-clicks aur Hollywood
Phir dekha-dekhi Bollywood kare copy khud
Fahaashi se bhari scripts aur lyricism
Mere mulk mein Illuminati, Satanism
Koshish pe koshish kitni baar kari tune
Par har-baar, har-haal me haar chuki tune
Mai jaanta hu Islam pe tu tapaa-tapaa
Kyuki tauheed ko tu nahi daba saka
[Chorus]
Ahle kitab nahi, kaafir tu kaafir
Yahudi kahe tu unme nahi shaamil
Jitna chupa le, zaahir hai zaahir
Israel baccho-mao ka qaatil
[Verse 2]
Zameen ke piche tune masoom jaane leli
Jalengi dozakh me suar si laashe teri
Tujhe kya lagta hai ke maut ka dar hai hame?
Duniya se zyada azeed qabr hai hame
D-CHOWK ke baad bhi dekh parwah nahi jaan ki
Kar de shaheed mujhe, rukni zabaan nahi
Kuch nahi kar sakta tu Quran ko, Islam ko
Haq ko, sach ko, khandaani nizam ko
Allah waqt ka mohtaaj nahi
Kar le tu time-travel, par bhool tu meraaj nahi
Jhooth ke khilaaf hamesha Allah ke bande haazir
More letters on the way, sincerely Nadir