[Intro]
Aankhon (Aankhon, aankhon), aankhon, aankhon
Aankhon (Aankhon) ki gustakhiyaan (Haan)
Aankhon, aankhon (Haan), aankhon, aankhon (Haan) ki gustakhiyaan
[Chorus]
Aankhon ki gustakhiyaan (Gustakhiyaan)
Tu maaf kar (Tu maaf kar), tu maaf kar (Tu maaf kar, tu maaf kar)
Aankhon ki (Aankhon ki) gustakhiyaan (Gustakhiyaan)
Tu maaf kar (Tu maaf kar), tu maaf kar (Tu maaf kar, tu maaf kar)
[Verse 1]
Kari baatein do aankhon se to main khada andha
Ghoorun phir bhi, aisi raaton ka yahan pe ant na
Aata tere paas par lagta nahin mera din aaj
Karun main phir kya? Tera naam lena tamanna
Main nahin jaanun tujhe, tujhse main kab mila?
Paramaanu pal ye par maanun tune mujhe dekha
Par dekhe phattti, tu dekhe keh de phir alvida
Parda ye kaisa, jo chhupe na, hate, fate na
[Chorus]
Aankhon ki gustakhiyaan (Gustakhiyaan)
Tu maaf kar (Tu maaf kar), tu maaf kar (Tu maaf kar, tu maaf kar)
Aankhon ki (Aankhon ki) gustakhiyaan (Gustakhiyaan)
Tu maaf kar (Tu maaf kar), tu maaf kar (Tu maaf kar, tu maaf kar)
[Verse 2]
Meri aankhon ki gustakhiyon ko karna maaf ab
Dikhti hai bas tu, nihaarun jab main koi aur ab
Kaisa ye nasha, jab tu dikhe sab mein
To chahiye mujhe sab-sab, haan ji, sab-sab-sab-sab
Kaisi baatein main khud se kar raha hoon
Tujhse dar raha hoon, tujhse dar-dar raha hoon
Kaisi baatein main tujhse kar raha hoon
Khud se lad raha hoon, khud se lad-lad raha hoon
Sochun main raat-bhar, main hi hoon naasamajh
Janoon, main janoon, tu heera, main janwar
Mile bhi mujhko to kya pata main kho doon kab
To jeeta nashe mein main, nahin hogi mohabbat ab
Nahin hogi mohabbat ab, nahin hogi, nahin hogi
[Bridge]
Aankhon (Haan, aankhon, haan), aankhon, aankhon
Aankhon (Haan) ki gustakhiyaan (Haan)
[Chorus]
Aankhon ki gustakhiyaan (Gustakhiyaan)
Tu maaf kar (Tu maaf kar), tu maaf kar (Tu maaf kar, phir se lеnge, tu maaf kar)
Aankhon ki (Aankhon ki) gustakhiyaan (Gustakhiyaan)
Tu maaf kar (Tu maaf kar), tu maaf kar (Tu maaf kar, phir se lengе, tu maaf kar)
[Outro]
Ha-ha, ha-ha, ha-ha, ha-ha, ha-ha