[Verse 1]
Nadia
Ab mene sach na bola?
Ya tum se jhoot keh betha?
Meri jaan agar tu bata
Chhorr chala apne sab yaaro ko aaj
Ghar ki deevaron se mein
Bohot duur hoon khara
[Chorus]
Meri jaan bol rahi hai
Mujh se pyaar kyun nahi inko karte hain
Aaj jaane de yaar ab jaane de
Paas aa ke iss duri ko matane de
Mujhe yaad hai kya yaad hai tujhe
[Verse 2]
Sun liya un kahne walon ne aaj
Kahna tha ham se tum se
Aage barr ke sar hila
Meri jaan bol rahi hai
Mujh se pyaar kyun nahi inko karte hain
Aaj jaane de yaar ab jaane de
Paas aa ke iss duri ko matane de
Mujhe yaad hai kya yaad hai tujhe
Aaj rone de yaar aansu aane dе
Paas aa ke iss duri ko matane de
Mujhе yaad hai kya yaad hai tujhe
Yaad hai tujhe
Tu mere samne aaj aur koi nahi
Manzil paas hai aur duur kyun khari
Duur kyun khari
[Chorus]
Meri jaan bol rahi hai
Aitebar kyun nahi tum karte ho
Aaj jaane de yaar aaj jaane de
Paas aa ke iss duri ko matane de
Mujhe yaad hai kya yaad hai tujhe
Aaj rone de yaar aansu aane de
Paas aa ke iss duri ko matane de
Mujhe yaad hai kya yaad hai tujhe
Yaad hai tujhe