[Intro]
Hmm-hmmm-hamma
Hmm-hmmm-hamma-uh
Hmm-hmmm-hamma
Hmm-hmmm-hamma
[Verse 1]
Ittifaaqan kuch mila yun
Likha sach is-qadar us par
Jao milne duniya se tum agar
Kho do maasoomiyat
[Verse 2]
Mila ek din sarfira wo
Nashe mein hoon, kahe, "Meri sun"
Chahoon main bhi phoonkna takht-o-taajo ki duniya
Kitaabon mein ho mera haashiya-e-naam
[Chorus]
Hue lataifein, bahut hui der
Ab hone ko raat
Mohabbat kar rahi mera intezar
Zulfon mein unki basati hai meri qaynat
Duniya mil bhi gayi to kya samjhegi apne jazbaat
Ho
[Verse 3]
Keh ke yun chal diya wo
Maafi do, hoon nashe mein gum
Jao milne duniya se tum agar
Kho do maasoomiyat
[Instrumental-Break]
[Verse 4]
Hum gaye the dil lekar
Aisi thi rooh-e-hasrat
Mil gaye zamano se hum magar
Badli si shakhsiyat
[Verse 5]
Jeene ki yahi qimat, kho do maasoomiyat
Rango mein dhalti meri niyat, kho do maasoomiyat
[Bridge]
Duniya badle ki baaton pe jaanun tujhko hai naaz
Duniya mil bhi gayi to kya samjhegi apne jazbaat
Yeah, yeah, yeah, yeah, yeah, yeah, yeah
Yeah, yeah, yeah, yeah, yeah, yeah, yeah
[Outro]
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum
Maafi do, hoon nashe mein gum