Hum kis gali ja rahe hai
Hum kis gali ja rahe hai
Apna koi thikana nahi
Apna koi thikana nahi
Armaano ki anjuman mein
Besudh hai apni lagan mein
Apna koi fasana nahi
Apna koi fasana nahi
Ek ajnabi sa chehra rehta hai meri nazar mein
Ek dard aake thehra din raat dard-e-jigar mein
Ek ajnabi sa chehra rehta hai meri nazar mein
Ek dard aake thehra din raat dard-e-jigar mein
Jaagi hai kaisi taleb si
Yeh aarzu hai ajab si
Lekin kisi ko batana nahi
Lekin kisi ko batana nahi
Hum kis gali ja rahe hai
Hum kis gali ja rahe hai
Apna koi thikana nahi
Apna koi thikana nahi
Betaabiyan hai pal pal, chaaya yeh kaisa nasha hai
Khamoshiyon mein sada hosh bhi gumshuda hai
Betaabiyan hai pal pal, chaaya yeh kaisa nasha hai
Khamoshiyon mein sada hosh bhi gumshuda hai
Dar dar kahan ghoomta hai
Masti mein kyun jhoomta hai
Deewane dil ne jaana nahi
Deewane dil ne jaana nahi
Hum kis gali ja rahe hai
Hum kis gali ja rahe hai
Apna koi thikana nahi
Apna koi thikana nahi
Apna koi thikana nahi
Apna koi thikana nahi