Jo dekhe ek baar ko palat ke baar-baar woh
Khuda jaane, kyun tujhe dekhne lagta hai
Sach boloon eemaan se, khabar hai aasmaan se
Hairat mein chaand bhi tujhko takta hai
Ke koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?

Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya
Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya

Koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?
Dhoop bhi tere roop ke sone pe qurbaan huyi hai
Teri rangat pe khud Holi ki rut hairaan huyi hai
Tujhko chalte dekha...
Tujhko chalte dekha tab hiranon ne seekha chalna
Tujhe hi sunke koyal ko sur ki pehchaan huyi hai
Tujhse dil lagaye jo, Urdu na bhi aaye toh
Shakhs woh shayari karne lagta hai
Ke koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?
Koi itna khoobsurat, koi itna khoobsurat
Koi itna khoobsurat kaise ho sakta hai?
Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya
Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya
Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya
Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya
Khoobsurati par teri khud ko maine qurbaan kiya koi itna, koi itna, koi itna, koi itna