[Intro]
Hoo, hoo
Aah, aah
[Chorus]
Bibi sherini, jaan meri, karun nazrana
Tere sar ki qasam hai dil ye mera
Tera dewaana
Bibi sherini, jaan meri, karun nazrana
Tere sar ki qasam hai dil ye mera
Tera dewaana
[Verse 1]
Agar karna mohabbat jurm hai to
Main mujrim hun
Mujhe manzoor hai har ek sazaa aur
Har ek jurmana
[Chorus]
Bibi sherini, jaan meri, karun nazrana
Tere sar ki qasam hai dil ye mera
Tera dewaana
[Verse 2]
Teri yaadon ne loota chain din ka
Sukoon raaton ka
Nahi reh paonga main dur tum se
O dilbarjaana
[Chorus]
Bibi sherini, jaan meri, karun nazrana
Tere sar ki qasam hai dil ye mera
Tera dewaana
[Verse 3]
Ya mujhe apne dil main gum sum
Karo janaana
Ya merе ishq ki shamma banoo tum
Main banoon parwaana
[Chorus]
Bibi sherini, jaan meri, karun nazrana
Terе sar ki qasam hai dil ye mera
Tera dewaana
Bibi sherini, jaan meri, karun nazrana
Tere sar ki qasam hai dil ye mera
Tera dewaana