[Skit 1]
Namaskar, mera naam hai bharg
Aur mein ek sangeetkaar hoon rajdhani se
Meri yeh peheli solo album hai
Jo ki mere abh tak ke jiye hue anubhav ko darshata hai
Umeed hai ki aap inn bhin-bhin prakaar ke sangeet ko sunenge
Aur innko apna bana paayenge, aur-
[Skit 2: Nikamma prelude]
Itna saara kaam pada hua hai saara mein he karungi kya(arey yaar)
Itna bada ho gaya hai tu,(arey)
Abhi tak ghar ki koi responsibility lene ki aadat nahi hai
Kuch toh sharam kar
Arey kya yaar, intro de raha tha mein